(Qasida)imame zamana ka aashik bana den
Imam e zamana ka ashiq bana de Khudaya mukadar mera yun jagade Imame zamana ka aashik banade Meri maa ki koshish ka usko sila de Imame zamana ka aaashiq banade 1. Karun zikr zehra ka tahır banun me imaame zamana ka nasır banun me meri maa ki koshish ka usko sila de imame zamana ka aashiq banade 2. Har ek dilko azme hussaini aata ho har ek jaa ko jooshe khuaini aata ho gutan ki fazao me taza hawa de imame zamana ka aashiq banade 3 Zamane ki chaalo se ghabra gaya hun gunaaho ki duniya se tang aagaya hun gunaaho ki zindaa se mujhko chuda de imane zamana ka aashiq banade 4 Aata kar jawano ko akber ki himmat mille mere bacho ko asger ki himmat khudaya unhe muskurana sikhade imame zamana ka aashiq banade 5. Meri maa ki khwahish fidaye hussaini hai ghutti me meri aazaye hussaini aaza par me jaa dun mujhe hausla de imame zamana ka aashiq banade 6. Amal se hi apni gawahi likhun me imame za...